socha to tha... ki chalunga sath tumhaare..
par sayad ye ho na payega..
tum is tarah ruth gayi ho mujhse..
ki bin tumhaare ab raha na jayega..
.
.
ye kya hua humare beech..
jo badh gayi hai dooriyan..
jo ho gaye kamjor hum..
majboot hui majburiyan..
.
.
sayad main bhool gaya hu..
ki main tumhaara ab hissa nahi..
ki rah gaya un-gaya geet...
koi mayoos kissa kahi...
.
.
ek akeli raat hai..
is raat ko kho jaane do..
chahe aakhri baar sahi..
tumse lipat kar ro jaane do..
.
.
ki chala jaunga kahi door...
tumhaare jahan me bhi na rahunga..
bus jate jate aakhri baar..
tumse ik baat kahunga..
.
.
tu kabhi na rahna udaas...
tumhara main sath dunga jroor...
main rahunga tere paas sada..
par tu na hona kabhi bhi door...
par sayad ye ho na payega..
tum is tarah ruth gayi ho mujhse..
ki bin tumhaare ab raha na jayega..
.
.
ye kya hua humare beech..
jo badh gayi hai dooriyan..
jo ho gaye kamjor hum..
majboot hui majburiyan..
.
.
sayad main bhool gaya hu..
ki main tumhaara ab hissa nahi..
ki rah gaya un-gaya geet...
koi mayoos kissa kahi...
.
.
ek akeli raat hai..
is raat ko kho jaane do..
chahe aakhri baar sahi..
tumse lipat kar ro jaane do..
.
.
ki chala jaunga kahi door...
tumhaare jahan me bhi na rahunga..
bus jate jate aakhri baar..
tumse ik baat kahunga..
.
.
tu kabhi na rahna udaas...
tumhara main sath dunga jroor...
main rahunga tere paas sada..
par tu na hona kabhi bhi door...
No comments:
Post a Comment