kyu aksar vo yaad aate hain jinhe hum halke se bhul jate hain jane kyun rulate hain vo lamhe jo kabhi hasaya karte the aaj unhe hi yaad kar kar aansu aate hain jinhe hum tadpaya karte the kabhi bahut yaad aate hain vo istarah jinhe hum rulaya karte the kabhi vo khilkhilati dhup yaad aati hain aankiyon mein chupi vo muskan yaad aati hain kabhi sardi ki rut to kabhi barsaat yaad aati hain vo bin baat ke ruth jana chilana gabrana yaad aata hai vo na jane kyun yaad aate hain |
मै…, एक शब्द नही…, एक आवाज़ नही…, मै कोई रूह नही.., कोई कायनात नही.., सागर मे बेहता बूंद हू जो, साहील के रेत मे घुल जाता हू, फीर से बेहने के लीये…..॥

Sunday, January 1, 2012
kyu aksar vo yaad aate hain
Subscribe to:
Posts (Atom)