Tuesday, June 19, 2012

paraya

Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Per dharkanon ne Usi ko Khuda banaya tha
me khawab khawab jise doondhta phira barson
Woh ashk ashk meri aankh me samaya tha
Tera qasoor nahin jaan ,meri tanhayi
Yeh roag me ne hi, khud jaan ko lagaya tha

No comments:

Post a Comment