Sunday, January 9, 2011

Har Yaad Tumhari Yaad Hai

Har yaad tumhari yaad hai
Har yaad mein tumhare yaadein hein
Har chehre mein tumhara chehra hai
Har sitare mein lagta hai k
Tumhara kangan chamak raha hai
Har khushboo tumhare badan ki khushboo lagti hai
Chand mein tumhara chehra dikhta hai
Meri her aadat tumhari aadat hai
Mera yeh jivan tumhare naam hai
Meri zindagi tumhare naam hai
Meri zindagi tum se hai
Meri pehli aur aakhri Mohabbat tum ho
!

No comments:

Post a Comment